Din me yaad usko ek baar nahi 100 baar karte thy. ye jante hue ki uski yaad hi aayegi phir bhi intezar karte the. par jab us bekadar garoori se hi chot khai hamne tab hosh aya ki. hum to kisi pathar se pyar karte the…………….
Bewafa wo na the, Bewafa hum na the Wo halaat hi kuch tabh aise the Isliye shayad sath aaj hum na the Wo aaj kisee aur ke hai Main aaj kisee aur ka haun Hai sab kuch mere aas paas jab bhi Tanha sa mahsoos karta bhid me abh bhi Ye janta wo kabhi na mere ho sakte jab bhi Na jaane kyo phir bhi unhe paane ki aas hai abh bhi Jitna uske yaado se dooor jana chahta hun jabh bhi Use utna hi dil ke kareeb pataa houn abh bhi Milte hai aaj woh kahin jab bhi Dil me ek dard sa uthta hai tabh bhi Dhunta hu har shey me unko abh bhi Rona to bahot chaha magar aansu na nikle tabh bhi